Hello, doston aaj Main abhi aapko batane wala hun ki Kaise aap Software Development Job in Lucknow 2023 or Applications Support Engineer Job कैसे पाएं aur bhi bahut sari jobs Kaise Pa sakte hain main Puri Jankari aapko dunga.
Dosto aap apne aas-paas me hi agar koi job chahte hai Jaise ki Jio Smart Sales Job, Jio Freelancer Job, Sales Officer, Credit Cards sales officer, Private Bank Job or Delivery Boy job, and Computer Teacher near me karke toh aap bilkul sahi jagah aaye hai.
Aapke experience ke Aadhar per Lucknow mein bahut sari job hai aap unko Pa sakte hain yadi aap Kisi Kshetra Mein fresher hain ya koi college se bahar Hai toh bhi aap job ke liye dekh sakte hai.
Yadi aap ek anubhavi kamkaji fresher hai aur Private Job in Lucknow ki Talash Mein hai to aap vibhinn Prakar ke jobs Ki Talash kar sakte hain Jo aapke Kshetra mein aur Pichhle Anubhav ke liye sabse upyukt hai.
Software Development Job in Lucknow 2023
Table of Contents
Software Development Job in Lucknow 2023 ho ya koi anya private job ho ya koi Computer Teacher Job Ho Main aapko sari Jankari a Tu Z Dunga to Bane rahiye is artical Mein end Tak.
Aapko job chahie aap poochh sakte hain Varna aap Google bhi kar sakte hain aapko aapane Google per Dekha aur Hamare artical Tak aap pahunch gaye to abhi main aapko batane wala hun bahut sari jobs ke bare mein ki aap kaise unko Pa sakte hain.
Applications Support Engineer Job कैसे पाएं
Applications Support Engineer Job bhi aap kar sakte hain aur anya private sector mein bhi job Pa sakte hain aur Bank Job Pa sakte hain aur aapko Ek interview Dena padega Uske bad mein aap dekh sakte hai ki aap wo job Karenge ya nahi.
www.newjankari.in per aapko latest news, Sarkari Yojana, Uttar Pradesh, job se related artical Milenge to Aap Jo Hai ish newjankari.in site ko subscribe bhi kar sakte hain Uske bad Mein Jab Bhi Humko nai Jankari Yahan per update Karenge Koi job se related ya Yojana se related to aapko turant hi uska Labh mil Jaega.
Aap usko padh sakte hain carefully aur dekh sakte hain Chaliye Shuru karte hain aur dekh Lete Hain Ki Kaise aap private job ya Software Development Job in Lucknow or Applications Support Engineer Job कैसे पाएं aasani se step bye step read Karen Chaliye Shuru Karte Hain.
Software Development Job 2023
Software Development Job 2023– Sabse pahle Ham baat karte hain ki ish job mein aapko क्या-क्या aana avashyak hai
Job Description:
Google Cloud system production support system team and application support engineer aap Frontline technical software support customers ko provide karaenge and partners and internal users and teams ko bhi, Joki bahut sari variety ke proprietary tools and applications, and Salesforce CRMs ka use karte hai.
Aap different queues se support tickets ka chayan karna and information collect karne ke liye customers ke saath milkar kaam karenge and customers jo problems face karte hai unn problems ko samajhna and resolve karne ki ability aap me honi chahiye.
Kisi bhi issue ko solve karna and internal team ke saath judna and jarurat padne par issue ko escalate karna.
Candidate ko diagnosis issue ko identify and experience karna aana chahiye.
Web technologies me good knowledge hona chahiye customers ko strong service provide karane ke liye and aapki communication skill better honi chahiye.
- You are responsible for:
- Customer ki multiple issues or queues ko resolve karna.
- Customer support ticket ki madad se users, customers and team members ke sath mein communicate karna.
- Research problems and solution Mein several team members and subject matter experts ke sath Collaboration karna.
- Management, Deployment, Sales and partner programs ke sath Collaboration karna.
- Internal customers ke sath work Karen jismein Google Cloud sales and marketing and support teams and different instances jaise ki Salesforce CRM bhi saamil hai.
- Sales in salesforce provision users ke issues ko solve karna and Technical issues ko bhi solve karna.
- External customers and partners ke sath kam Karen jo ki Google application and tools ka upyog Karte Hain.
- Provision customers and partners ki application and tool se related issues ko solve karna and assist karna.
- Aane Wale multiple queues tickets ke large number ko manage karna, service level agreement ke Aadhar per support ticket ke problems issues ko resolve Karen.
- Team charter, Mission and values ko banae rakhne ke liye team members and team leads jo ki Several location per Hain unke Sath Milkar kam karna.
- Customer service ki jarurat ke anusar Pichhle tickets ko review Karen and apni knowledge ko self-assessment Karke apni knowledge continuously badhaen.
- Customer satisfaction ko high level per banae rakhne ke liye maintain karne ke liye, actively follow up and ensure Karen solution ko ki vah accurate hai ya nahin and resolution time ke andar problems ka solution provide karana.
- Engineering teams ke sath actively issues ko categories and prioritize kare.
- Efficiency increase karne ke liye and issue resolution time ko decrease karne ke liye improvement process champion mein sudhar kare.
- Knowledge Gaps ke solution ko capture karne ke liye knowledge base articles ko create Karen and identify Karen.
- Skill Requirement :
- BABS degree, Engineering or Math me degree hona.
- Cloud applications and Web Technologies me technical customer support provide karane ke liye 2-3 years experience Hona chahie.
- Salesforce ke sath familiar Hona and SQL ko prefer kiya jata hai.
- Detail orientation ke sath strong analytical skill Ka Hona and issues ko solution ki or Le Jaane Ki ability honi chahie.
- Root cause ko analysis karne ke liye and kown or unknown issues ko identify karne ke liye deep knowledge ki ability honi chahie.
- Customer support skill strong hone chahie and peoples ko handle Karne Ka Tarika aana Chahiye.
- Verbal and written communication skill Mein excellent hone ke साथ-साथ documentation skill mein bhi strong Hona chahie.
- Rapidly changing environment ko learn and adapt karne ke liye aapka Ek team player Hona bahut Jaruri.
- Aapka highly motivate rahna bahut jaroori hai.
- Kisi bhi job Mein jaane ke liye aapka honest Hona aur integrity Hona bahut Jaruri.
- Hard work ke sath sath smart work karna bhi Aana chahie.
- Go getter attitude Hona chahie.
- Kisi ko bhi influence aur convince karne ki ability honi chahie.
- Observation karna yani good observation karna yah skill aapke andar honi chahie.
- Communication ke साथ-साथ interpersonal skill bhi Hona bahut jaruri hai.
Software Development in short
Job | Software Development |
Role | Software Development – Other |
Education | UG: B.A in Any Specialization, B.Sc in Any Specialization |
Eligibility | 1-6 years of experience |
Hiring Process | interview (face to face) and Online Apply |
Employment Type | Full Time (Permanent) |
Job Category | Accounting / Auditing |
Functional Area | Engineering – Software & QA |
Salary | 2.0 lakhs to 8.0 lakhs (annual) |
Job Address | PAN India |
For more information go to Naukri
What is the salary for an application support engineer?
An application support engineer’s annual salary is approx 2 to 8 lakhs.
Conclusion:
Toh abhi humne Private Software Development Job in Lucknow 2023 or Applications Support Engineer Job कैसे पाएं sari jobs ke bare me jaan liya hai. Agar abhi bhi aap koi samajhne me koi problem ho rahi hai.
Toh aap neeche comment me jarur bataye mai poori koshis karunga ki mai aapki Software Development Job se related har problem ka solution aapko provide karau.
Aur bhi ishi tarah ki latest news, Sarkari Yojana, Uttar Pradesh, job se related jankari ke liye Aap humari ish newjankari.in site ko subscribe bhi kar sakte hain. Toh dosto abhi ke liye bas itna hi fir milenge kisi aur helpfull information ke saath tab tak ke liye bane rahiye newjankari.in ke saath. Thanks for comment below..
Read also;